Posts

Showing posts from August, 2012

Yey kaisey log hain

""Yey kaisey log hain Kaunsa mulk hai ye.. kisne likhi hai taarikh iis zamin ki... kisne mitaayi hai Dhundhli lakiren... kaun likhne baith jaata hai..mere bhitar... aur nikaal baahar karta hai ankahi ... khud se baat karke uthh padta hai mann mera.. aur main mann ki kehne lagta hoon.. aur shikaayat kar dete hain... kaise log hain... mere apne hain kyaaa !!!!"

Sidhey se pooch raha hoon..

Tum barsogey kya Socha sidha hi poochh loon.. Pyaar me adhikaar aur takraar Dono jaayaz hain. Meri tumhaari to wahi baat hai ab bhi... Chaatak aur baadal.. Kitni chhMaahiyaan katt chuki hain.. Apni begaani har mitti dekh chukey ho.. Ab to lauta do wo adhikaar.. Takraar karne ka... Kab tak banaane honge madhyam..kab tak her feir karwaoge shbdon ka.. Sidhey se pooch raha hoon..

RANDOM...

Kitna kuchh hai bahla kehne ko jaise kuchh bhi nahin hai bhala kiske paas hai jo kehna hai tumse bhala kitna kuch hai kehne ko.......ke tarteeb se sochna bhi mushkil sa legta hai... ये भी इक हुनर है के तू रहे हुनरमंदों के बीच.... और ख़बर किसी को ना हो तेरे हुनर की !

मुल्क कभी मतलबी नहीं होता!

तुम दोस्त हो मेरे नाम कई सारे हैं तुम्हारे ... कितनी सारी पहचान हैं और कितने रंग कितना पुराना साथ है कितने रास्ते तुम तक आने के लौटने की वजह ही नहीं... बस साथ रहने भर का आदेश देते हो तुम। तुम्हारी बारिश कितनी अपनी है और कितने   अपने हो तुम। जब भी गले लगने की ललक होती है तुम्हें निहार लेता हूँ... अपने आगोश में लेते हो मुझे मेरे पक्कम-पक्के दोस्त बनकर। कितना सच है ना मुल्क कभी मतलबी नहीं होता!